Taare Zameen Par Lyrics | Sung by Shankar Mahadevan

Taare Zameen Par Lyrics from the all time popular Hindi movie Taare Zameen Par, penned by Prasoon Joshi, sung by Shankar Mahadevan, Bugs Bhargava, Vivinenne Pocha, music given by Shankar Ehsaan Loy. Taare Zameen Par movie written by Amole Gupte directed by Aamir Khan.

Taare Zameen Par Lyrics

Dekho Inhein Yeh Hai
Onse Ki Boondein
Pathon Ki Godh Mein
Aasman Se Koodein
Angdai Le Phir
Karwat Badalkar
Nazuk Se Mothi
Hasdhe Fisalkar
Kho Na Jaye Yeh
Taare Zameen Par

Yeh Toh Hai Sardi Mein
Dhoop Ki Kirne
Utre Joh Aangan Ko
Sunehara Sa Karne
Mann Ke Andheron Ko
Roshan Sa Karde
Thiturthi Hatheli Ki
Rangath Badal De
Kho Na Jaye Yeh
Taare Zameen Par

Jaise Aankhon Ki Dibbiyan Mein Nindiyan
Aur Nindiyan Mein Meetha Sa Sapna
Aur Sapne Mein Mil Jaye
Farishta Sa Koi
Jaise Rangon Bhari Pichkari
Jaise Titliyan Phoolon Ki Pyari
Jaise Bina Matlab Ka
Pyara Rishta Hai Koi

Yeh Toh Asha Ki Lehar Hai
Yeh Toh Umeed Ki Sehar Hai
Khushiyon Ki Lehar Hai
Kho Na Jaye Yeh
Taare Zameen Par

Dekho Raaton Ke Seene Pe Yeh Toh
Jhilmil Kisi Lo Se Ughe Hai
Yeh Toh Ambiyan Ke Khushboo Hai
Bhaagon Se Beh Chale
Jaise Kaanch Mein Chhudi Ke Tukde
Jaise Khile Khile Phoolon Ke Mukhde
Jaise Bansi Koi Bajaye
Pedhon Ke Thale

Yeh Toh Jhaunke Hai Pawan Ke
Hai Yeh Gunghroo Jeevan Ke
Yeh toh Sur Hai Chaman Ke
Kho Na Jaye Yeh Taare Zameen Par

Mohalle Ki Raunak Galiyan Hai Jaise
Khilne Ki Zid Par Kaliyan Hai Jaise
Muthi Mein Mausam Ki Jaise Hawaein
Yeh Hai Buzurgon Ke Dil Ki duayein
Kho Na Jaye Yeh Taare Zameen Par

Kabhi Baatein Jaise Dadi Naani
Kabhi Chale Jaise Mum Mum Pani
Kabhi Ban Jaye
Bhole Sawaalon Ki Jhadi
Sannate Mein Hasi Ke Jaise
Soone Honthon Pe Khushi Ke Jaise
Yeh Toh Noor Hai Barse
Gar Pe Kismat Ho Padi
Jaise Jheel Mein Lehraye Chanda
Jaise Bheed Mein Apne Ka Kandha
Jaise Manmauji Nadiya
Jhaag Udaye Kuch Kahe
Jaise Baithe Baithe Meethi Si Jhapki
Jaise Pyar Ki Dheemi Si Thapki
Jaise Kaanon Mein Sargam
Hardam Bajthi Hi Rahe
Kho Na Jaye, Kho Na Jaye, Kho Na Jaye
Kho Na Jaye Yeh
Kho Na Jaye Yeh
Kho Na Jaye Yeh

Lyrics in Hindi

देखो इन्हे ये है ओन्से की बूंदे
पथों की गोद में आसमान से कूदें
अंगदाई ले फिर करवत बादलकर
नाज़ुक से मोती हस्धे फिसालकर
खो ना जाए ये तारे ज़मीन पर

ये तो है सरदी में धूप की किरणें
उतरे जो आंगन को सुनेहरा सा करने
मन के अंधेरों को रोशन सा करदे
थिटुर्थी हथेली की रंगथ बादल डे
खो ना जाए ये तारे ज़मीन पर

जैसे आंखों की दिब्बियां में निंदियां
और निंदियां में मीठा सा सपना
और सपनों में मिल जाए
फरिश्ता सा कोई
जैसे रंगों भरी पिचकारी
जैसी तितलियां फूलों की प्यारी
जैसे बिना मतलब का
प्यारा रिश्ता है कोई

ये तो आशा की लहर है
ये तो उम्मीद की सहर है
खुशियों की लहर है
खो ना जाए ये
तारे ज़मीन पर

देखो रातों के सीने पे ये तो
झिलमिल किसी लो से उगे है
ये तो अम्बियन के खुशबू है
भागों से बेह चले
जैसे कांच में छूडी के टुकड़े
जैसे खिले खिले फूलों के मुखड़े
जैसे बंसी कोई बजाये
पेड़ों के थले

ये तो झौंके है पवन के
है ये गुनघरू जीवन के
ये तो सुर है चमन के
खो ना जाए ये तारे ज़मीन पर

मोहल्ले की रौनक गलियां है जैसे
खेलने की जिद पर कलियां हैं जैसे
मुट्ठी में मौसम की जैसे हवाएं
ये है बुज़ुर्गों के दिल की दुआएँ
खो ना जाए ये तारे ज़मीन पर

कभी बातें जैसे दादी नानी
कभी चले जैसे मम मम पानी
कभी बन जाए
भोले सवालों की झड़ी
सन्नाटे में हंसी के जैसे
सूने हौंटों पे खुशी के जैसे
ये तो नूर है बरसे
गर पे किस्मत हो पड़ी
जैसे झेल में लहराये चंदा
जैसे भीड में अपने का कंधा
जैसे मनमौजी नदिया
झग उदय कुछ कहे
जैसे बैठे बैठे मीठी सी झपकी
जैसे प्यार की धीमी सी थपकी
जैसे कानूनों में सरगम
हरदम बज्थी ही रहे
खो ना जाए, खो ना जाए, खो ना जाए
खो ना जाए ये
खो ना जाए ये
खो ना जाए ये

Taare Zameen Par Video

Song Credits

Song: Taare Zameen Par

Movie: Taare Zameen Par

Singer: Shankar Mahadevan, Bugs Bhargava, Vivinenne Pocha

Music: Shankar-Ehsaan-Loy

Lyrics: Prasoon Joshi

Label: T-Series